BABRI MASJID ka poora sach




1)1528 me meer baque ne babri masjid banwayi aur namaz ka silsila shuru kiya, Tuzk Babri aur Babarnama men mandir ko todne ka zikr nahi hai..
2 - 1575 me TULSI DAS ne RAMCHARIT MANASlikhi magar kisi bhi mandir ke todne kazikr nahi kiya.
3 - babar ke mukhalifeen aur uske daur ke guru nanak ne bhi mandir todne ka zikr nahikiya jabki nanak ne ayodhya (jahan babri masjidthi) me kuch samay (waqt) bitaya tha.
4 - 1857 men masjid ke baghal men deewar utha kar khali plot me se 1 hissa hinduo ko dediya gaya.
5 - 1883 ki may month men hinduo ne us hisse menb mandir banana chaha magar govtne permission nahi di.
6 - 1885 24 dec.. Ko court ne hinduo ki mandir banane ki arzi radd kar di, hinduo nekhud use babri masjid likha us waqt tak hinduo ka babri masjid par koi dawa nahi tha.
7 - 1886 26 march.. ko court ne hinduo ki appeal bhi kharij kar di
8 - 1877 pahli bar faizabad grant ne H.R.NAVAIL ne bina kisi gawah ke ye note chadhaya"1528 men babar ne 1 hafta ayodhya men bitaya mandir dhahaya aur masjid ka nirman (taameer) karaya....
"jabki itihasik (tareekhi) sabooto ke anusar (mutabiq) babar kabhi ayodhya gaya hi nahi.uska ayodhya se nikattam prawas (nazdeeki makan) 110 k.m. Door tha jaha se wo guzra tha.
9 - 1934 hindu-muslim dango ke dauran babri masjid ko nuksan pahuncha.

10 - 1949 22 dec. Ki rat me masjid ke andar murtiya rakh di gai. 23 dec.ko court ne tala dalwa diya,musalmano ke ander jane par rok aur hinduo ko pooja ki anumati (ijazat) dekar pahli bar masjid vivadi bana di gai
11 - 1950 16 jan. Ko musalmano ne masjid bahali ke liye court me sampark (rabta) kiya, magar court ne murti na hatakar hinduo ke puja-pathko barkarar rakha.
12 - 1951 1 july ko court me dy comissioner s.p. Ka bayan ki yeh babri masjid hai aur musalman 1925 se 1949 tak yahan namaz ada karte rahehai.
13 - 1986 27 jan ko faizabad court me hinduo ne babri masjid par kabze ke liye arzidi. 28 jan ke court adesh (hukm) hua ki tamam cases high court transfer ho gaye isliye arzi radd ki gai.
14 - 1986 30,31 jan ko order ki khilaf districtjudge ke yahan appeal ki gai.musalmano ne bhi arziya di sab radd kar di gai.
15 - 1 feb ko high court ki parwah na karte hue district judge ne 4 baj kar 45 minut par tala kholne ka hukm de diya. 5 baj kar 12 minut par tala khola gayaaur puja-path shuru kar diya gaya,
2 baje se hi faizabad me P.A.C. ki 7 company tainat kar di gai thi, muslim ilaako ko gher liyagaya aur raat me t.v. Par puja aur darshan telecast kiya gaya, nateeje me india me dange bhadak uthe.
16 - 1989 nov me high court ne babri masjidse mili hui jagah ko jyo ka tyo rakhne ka hukm diya magar usi jagah par shilanyas (bunyad) ki rasam ki gai.
17 - 1990 sep. Me advani ke zariye hinduo ko bhadkane par somnath se ayodhya tak rath yatra ka program. 23 oct ko bihar ki lalu parsad govt ne advani ko arrest kar liya.
18 - 1991 oct me govt ne masjid ki 7.22 acrezameen aquire kar li.
19 - 1991 nov. Me supreme court ka u.p. Govt ko order ki masjid ko jyo ka tyo rahne diya jaye.
20 - 1992 may se july tak kalyan singhke aguwayi wali B.J.P hukoomat U.P govt mandir banane keliye vivadit jagah (jhagde wali jagah) par tamiri kam jari rakhti hai. 22 july ko supreme court ke sakht hukm 

ke jawab me govt apni vivashta(lachari) prakat (zahir) karti hai parantu (magar) tameeri kam jari rahta hai. Nov me u.p govt aur sampradayik sangathan supreme court ko yaqeen dilate hain ki nirman karya nahi hoga, babri masjid mahfooz rahegi aur uski hifazat ki jayegi. 6 december ko u.p. Govt ki sarparasti, centralgovt ki maun sweekriti (khamosh rezamandi) aur sampradayik partiyo ki shah par pahle  se tai plan ke tahat sampradayik n ugrawadi karsewak 5 gahnte ne babri masjidko shaheed kar dete hai.

21 - EK REPORT KE MUTABIK AYODHYA CITY KE 23
MANDIRO KE PUJARI KA DAVA HAI KE BHAGWAN RAM
KA JANAM YAHA PAR HE HUVA HAI (MATLAB HAR
MANDIR KA PUJARI YAHI BOLTA HAI KE BHAGWAN
RAM KA JANAM UN KEHE MANDIR ME HUVA HAI)
Jo Yeh Kahte Hain Babri Masjid MandirTod KarBanai Gai Hai Unse Bada Jhoota Koi Nahi Hai.......HAQIQ ¬AT KO KOI JHUTLAA NaHI SAKTAA......... ¬!!!

YEH HAI BABRI MASJID KI HAQIQAT JO ROH ROH KAR HAR HINDUSTANI KO KEHTI HAI MUJHY BARBAD NA KAROUN MAGAR DO BADEY SAMODAOUN KEY JHAGDEY NEY ISEY CHKNACHOUR KAR KEY RAKH DIYA 

HAI, KUCH HINDOU YEH SAMJAHNEY KE LEIY TAYYAR NAHI HAI KEY AKHIR MUSALMAN WOHI JAGA KAISEY JAAN GAYA JAHA RAM NEY JANAM LIYA THA AUR US JAGA PAR MAUJOOD MANDIR HATA KAR 

MASJID KU BANAIGA, TAREEQ GAWAH HAI MUGLIYA SALTANT NEY AUR NA KOI MUSLIM RAJA NEY AISA KIYA HAI AUR NA KARNEY KI SUNCHTA HAI. 
AB YEH MASLA INDIA KEY POLITITIONS KA SABH SEY BADA HATYAR HAI, JAB KABHI UNHEY ZAROORAT HUTEY HAI WHO ISEY MAZAHAB KEY ANCH PAR TAAP DETEY HAI AUR INDIA KEY ABADI UNKA SATH 

CHAHEY WHO HINDO HU YA MUSLIM.

IST TAG THEN SHARE THIS REALITY……….

BUT DON'T FORGET...................................

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...